Skip to main content

Virani ka raasta....

Khud main apna dukha raha hon DIL
Us main laikin Khushi usi ki hay

Jab ap k kisi bhi amal se dosron ki ankhon k jugnu bujh jain aur in ankhon main khushyon ki ramak k bajaye viraniyon ka baseera ho jaye tou ye jaan lijiye k us ki viran aur be noor ankhon se ap k dil ki virani ka raasta shuru hota hay....