Ajj meri dua hay k meray haq main jis jis nay jo badduain ki hain.......ALLAH unhain qabool farmaye....
Zindagi main kabhi bhi koi sukh ka sans naseeb na ho....
Moat aye to rooh nikalnay main utni he aziat ho jitni meray haq main baddua kernay walay chahtay hain....
Meri dua hay k ALLAH unki dil ki muradain pori karay ....wo jaisa chahte hain meray saath waisa he ho.....
Apnay Habeeb k sadqay wo meri duain kabool farmaye
AMEEN SUM AMEEN.....
aur main kari say kari saaza paon.....aur aisa kuch ho meray saath k un subki rooh ko aik he bar qarar hasil ho jaye.........un k saray badlay aik he nishist main poray ho jain ameen.........is say ziada main kisi k liye kuch ker bhi nahi sakti..........thats it.........