Darbadari se he dar lagta hay aur jilawatni ki saza ka ilan roz ker dia jata hay....Thikana kahan hay? Agar sabr bardash ka ye inam hay tou ..........meray Malik aisa na ker.....na ker aisa....Teri Khudai se yaqeen uth na jaye......kitnay din aur..........??
Mujhay Mitti main pannah day de ..........beshak qabr he thikana ker day......darbadari se bacha lay.....mujhe der lagta hay......mujhay bohat der lagta hay......Meri sansain us zaroorat mand ko day de jisay iski zaroorat ho.........magr ab aur nahi.............