Zindagi ik aisi ma'la hay jjis k moti kab bikhar jain pata he nahi... Kabhi din gin gin k kat'te hain aur kabhi aisay guzartay hain k lagta hay waqt ko jaisay per lag gaye hon...
Zindagi aur moat k dermiyan bari pur tajassus jang jari rehti hay ...aisa lagta hay Zindagi kisi bhi waqt maa'at khanay wali hay laikin Moat aisi hay k maa'at khati aur peechay hat'te chali jati hay..Halan k bila akhir jeet moat ki he hoti hay...
Moat kabhi kabhi itni ba-ikhtiar hoti hay k aik sans k leenay k bad dosra sans bhi lainay nahi deti . Aur kabhi kabhi paida hotay he mar dalti hay....aur aksar itni bay ikhtiar aur majbor ho jati hay k din maheeno saal guzar jatay hain magar insan ko mar nahi pati....
Zindagi aur moat ki ye kashmakash na janay kab se jari hay..kab tak jari hay aur kab tak jari rahay ge...