Awaz de daina...
Jab jeewan safar main khudko tanha pao tou
Jab khamosh ho bohat
Aur batain kernay ko dil chaheye tou
Jab dil ko chain na aram aye tou
Jab saath guzray lamhat ki yaad tumko sataye tou
Tum loat k ajana.......
Hum nai safar ko saath chalain gay....

<< Home