Shehr e Khamoshaan main lagay ye ja ba ja nanhay nanhay podhay aur kuch faslon pe Astadah ye tanaver darakht dekh k main ye sochti hun k is banjer zameen pe inki mojodgi kahin in aramgaahon main soye bejaan logon ki naa taamam khawahishon aur adhoree arman to nahi..?
Kia pta ye apni haryaali k liye namoo inhi se sainchtay hun..?
Koi kia janay yehi sach ho....
Kia pta ye apni haryaali k liye namoo inhi se sainchtay hun..?
Koi kia janay yehi sach ho....
Fehmida Chaudhary
31 Oct 2014