bohat mayoos lamhon main wo Jo teray Nam ka in umeed ka jugnu meri muthi main bund tha....aur....jaisay main dukh k , aazar k lamhaat main Tanha haalat se large howe kabhi kabhar muthi khol k is jugnu se roshni paati thi aur kul jahan se nibatne ka hosla bhi....aur wo roshni mere man angan main Charon janib chiragan kr jati thi...
Us umeed k jugnu ko Maine rondh dala hy....
Wo umeed ka jugnu....
Jo mera wahid Sahara tha...
Jo mera wahid pyara tha...
Jo meri zindagi ki Bahaar tha...
Phool tha...
Aftaab tha...
Jo kul asasaa e jaan tha...
"HAY" se "THA" tak ka saffar itna mukhtasir bhi nahi k bhula don't sab kuch....
Written by Fehmida Chaudhary
15th May 2015
Us umeed k jugnu ko Maine rondh dala hy....
Wo umeed ka jugnu....
Jo mera wahid Sahara tha...
Jo mera wahid pyara tha...
Jo meri zindagi ki Bahaar tha...
Phool tha...
Aftaab tha...
Jo kul asasaa e jaan tha...
"HAY" se "THA" tak ka saffar itna mukhtasir bhi nahi k bhula don't sab kuch....
Written by Fehmida Chaudhary
15th May 2015