Friday, May 13, 2016

Der....

Misaal apni to hay us darakht ki keh jisay
Laga jo sang to badle main phaal giranay laga

Bar bar choray janay ka dukh insaan ko is qadr pather bana deta hay k aik waqt aisa ata hay jab us pather main chattan ki si bahaduri ajati hay aur uska tanha reh janay ka khauf bhi kamzoor per jata hay..... 


Fehmida Chaudhary
12th May 2016