Saturday, August 12, 2017

Dua ....

Allah ki adalat main insaaf hay adal hay...maufi hay...Wo pasand bhi unhe bandon ko kerta hay jo mauf kerna jante hon....Maine bhi zindagi main her us shaks ko mauf kia jisne mera istehsaal kia per ab meri dua hay Ae mere Allah maine jinhain mauf kia TU unhain kabhi mauf na kerna...Adal kerna..Insaaf kerna...

Written Fehmida Chaudhary
8th August 2016