Muqadar jagmaga jatay...
Agar kisi k jagtay rehnay say muqadar jag jatay tou...
Yaqeen mano....
Hum bhi muqadar k sikander ban gaye hotay....
Fehmida Chaudhary
5th January 2016
Soch ka , samajh ka , ik la'matnahi Karwan.... jiski koi manzil nahi...Jiska koi thikana nahi... Demagh ki bhatti say sochon ka dhuwan nikalta hay aur phir hawa main tehleel ho jata hay... Meray dil k bukharat alfaz k qalib main......FC
<< Home