Taasal'li
Suno
Main mar to jaon
ger mujhko ye tasall'li de koi....
koi to dil se royega mujhay
mere bad......
Fehmida Chaudhary
13th May 2016
Soch ka , samajh ka , ik la'matnahi Karwan.... jiski koi manzil nahi...Jiska koi thikana nahi... Demagh ki bhatti say sochon ka dhuwan nikalta hay aur phir hawa main tehleel ho jata hay... Meray dil k bukharat alfaz k qalib main......FC
<< Home