Kuch log jo apnay nahi hotay...Laikin....phir bhi apnay say lagtay hain...
Zindagi ki wo nazuk aur anmol ghariyan jo un ki rafaqat may guzari jain, unmit nishan ban ker dil k nehan khanon may bikhar jati hain aur unki judai ka tasavur he aik aziat nak ahsas ban ker saray wajood per chah jata hay...
Unka hath tham ker duniya ki bheer may chahe kitni mazboti say qadam jama ker chaltay jaeye laikin gum honay ka khudshah, bicharnay ka khauf hamaray la-shaore may chupa rehta hay..
Fehmida Chaudhary
Fehmida Chaudhary
Comments
Post a Comment