Meri aziat pasandi tou dekho
Keh
Meri zindagi ki
sub se bari khawahish ye hay keh....
Koi mujhay taptay raigistaan main paani ko tarastay
piyasay ki terha mangay...
Aur
Main
boond boond usko milon...
Aur wo meri qadr jane...
Written by Fehmida Chaudhary
25th May 2016