Bilkul wese he...
Kia kabhi sookhi lakri ko tumne sulagh ker rakh hotay dekha hay???
Haan
Bilkul wese he...
Maine zindagi guzari hay....
Written by Fehmida Chaudhary
25 May 2016
Soch ka , samajh ka , ik la'matnahi Karwan.... jiski koi manzil nahi...Jiska koi thikana nahi... Demagh ki bhatti say sochon ka dhuwan nikalta hay aur phir hawa main tehleel ho jata hay... Meray dil k bukharat alfaz k qalib main......FC
<< Home