Wednesday, September 14, 2016

Khud'daar Sawali....

Yahan kon...?
Kab....?
Kisko chahta hay.....

Aur agar chahta bhi hay tou wo
Hasb e aarzo he chahta hay....

Uski talab 
talab tehri...

Aur uska KYA...?
Jisay
Mangna he na aata ho....

Fehmida Chaudhary 
12th September 2016