Log kehte hain k Intizaar moat jesa hay per hamain to Moat ka intizaar hay.... Fehmida Chaudhary 6th feb 2016
Soch ka , samajh ka , ik la'matnahi Karwan.... jiski koi manzil nahi...Jiska koi thikana nahi... Demagh ki bhatti say sochon ka dhuwan nikalta hay aur phir hawa main tehleel ho jata hay... Meray dil k bukharat alfaz k qalib main......FC