عورت ہمیشہ دو ہی چیزوں کی خواہش کرتی ہے .... محبت اور عزت یہ دونو ں چیزیں اسے نہ تو قسط وار چاہیے ہوتی ہیں نہ ہی ایک کے بعد ایک ....ان دونو ں چیزوں کا مرکب چاہیے عورت کو .... اگر کہیں کسی موڑ پر مرد یہ سمجھے کہ محبت میں عزت داؤ پر لگا دینے والی عورت واقیاطاً عزت دار ہے تو یہ اس کی خوش فہمی ہی ہے .... Aurat hamaisha do he cheizon ki khawahish kerti hay... Mohabat Aur Izzat ye dono cheizain usay na to qistwar chaheye hoti hain na he aik k bad aik....in dono cheizon ka combination chaheye hota aurat ko... Agar kahin kisi mor pe mard ye samjhay k mohabat me izzat daow pe laga deni wali aurat waqiyatun izzat dar hoti hay to ye us ki khushfehmi he hay...kyoon k jo Allah se nahi derta wo ap k der se apnay apko bura kam kernay se kese rok sakta hay... Na janay kyoon ye society aise he mardon se bhari pari hay jo aurat k kirdar ko toaltay hain .... aur isi taul phoal main wo dil s...
Soch ka , samajh ka , ik la'matnahi Karwan.... jiski koi manzil nahi...Jiska koi thikana nahi... Demagh ki bhatti say sochon ka dhuwan nikalta hay aur phir hawa main tehleel ho jata hay... Meray dil k bukharat alfaz k qalib main......FC