Pichly Zamanay main umr main baray log...apnay zarf ki wusat se apna bara pan sabit kertay thay....un k rawaiyon aur atwaar main bara pan tha...choton se shafqat , unki galtiyon pe sarzanish ker k unko mauf ker dainay se un ki aala zarf i ka pata chalta tha.....
Aur
Ab baray log wo hotay hain jo tajoriyon main maal rakhte hain..
Baat to sach hay per baat kerwi hay...
Fehmida Chaudhary
7th September 2016