Shehr e khamoshan akhri aram gah........jahan na koi chota na bara.....na koi ameer na gareeb...na ghamon ka mara...na khushyon ka karobar.....na haar....na singhar...sub he kuch bekar.........sub kuch.......
Aik shehr e khamoshan mere dil k ander........
jahan dafan kiye main nay saray rishtay
hon yahan k hon paar saath samander........
Aik shehr e khamoshan mere dil k ander........
jahan dafan kiye main nay saray rishtay
hon yahan k hon paar saath samander........